Descripción de Koi Deewana Kehta hai Full Kumar vishwas{full lyrics}.mp4:
Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hain magar dharti ki bechani ko bas badal samjhta hain Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hain Yeh tera dil samjhta hain ya mera dil samjhta hain Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hain kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hain Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hai magar dharti ki bechaini ko bas badal samjhta hai Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hai Yeh tera dil samjhta hai ya mera dil samjhta hai mohobbat ek ehsason ki paawan si kahaani hai kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hai Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aansu hai Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe to paani hai Bahut bikhra bahut toota thapede seh nahi paaya Hawaaon ke ishaaron par magar main beh nahi paaya Adhoora an suna hi reh gaya youn pyaar ka kissa Kabhi tum sun nahi paaye, kabhi main keh nahin paaya Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama Main uska hun wo is ehsaas se inkaar karta hai Bhari mehfil mein bhi ruswaa har baar karta hai yaki hai saari duniya ko khafa hai humse woh lekin Mujhe maaloom hai phir bhi mujhi se pyaar karta hai Main jab bhi tez chalta hoon nazaare choot jate hain Koi jab roop gadhta hoon to saanche toot jate hain Main rota hoon to aakar log kandha thap thapate hain Main hasta hoon to mujhse log aksar rooth jate hain Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta
Raaton Ko Uth Uth Kar Jin Ke Liye Rote Hain : Gurdass Mann {H.D.} UK
07:35 Mins | Visto 17188 veces
kumar vishwas at unnao -kya ajab raat thi...flv
07:18 Mins | Visto 100154 veces
Dil Deewana Kehta Hai - Hogi Ki Pyaar Jeet (1999) Special Compilation
05:56 Mins | Visto 596181 veces
samundar peer ka andar hai lekin ro nahi sakta...
03:30 Mins | Visto 35281 veces
kavita......really nice... Dr. Kumar vishwas
05:27 Mins | Visto 1238854 veces
Why This Kolaveri Di Full Song Promo Video in HD
04:09 Mins | Visto 56093813 veces
koi deewana kehta hai koi pagal samajhta hai...
06:58 Mins | Visto 22680 veces
[Part 1] Dr. Kumar Vishwas, Spring Fest 2011, IIT Kharagpur
02:53 Mins | Visto 196862 veces
Teri Meri - "Bodyguard (2011) *HD* 1080p [Full Song] - Ft. Rahat Fateh Ali Khan
05:21 Mins | Visto 34899483 veces
koi deewana kehta hai wid lyrics by M Arshad j arsh
01:56 Mins | Visto 4224 veces
Loot Song - Mika (Saari Duniya Mere Ispe Banned Full Song)
02:06 Mins | Visto 79479 veces
[Part 5] Dr. Kumar Vishwas, Spring Fest 2011, IIT Kharagpur
09:02 Mins | Visto 111076 veces